Canara bank manager security post par kar rahi hai bharti, 45 hajar salary.
Canara bank ne ek notification jari kiya hai, jiske mutabik manager security post 31 pado ki bharti ki jayegi. Jiska bhugtan 45 hajar rupeyo tak kiya jayega. In pado ke liye apply ki antim tarikh 27 November 2018 hai.
